Tuesday, June 1, 2010

Pursuit of Happiness

Poochne ke liye hazaar sawaalat hai dil mein
Par jawab seh na paoon, isliye poochtha nahin hoon

The maddening uncertainties are yet a cozy comfort
When compared to the certainty of a harsh reality

Log kahenge ki yeh asliyat na jhel saka
Isliye apni dhun mein deewana ho chala
Par bas do pal ki khushi hi mil jaaye,
Khushiyon se zaroori aur kya hai bhala

So why should I not live in my own world of dreams
If in a dead soul, this can infuse a spirit anew.
And then perhaps there's the slimmest chance
that this happiness faked may turn out to be true.

No comments: