Sunday, May 23, 2010

Ab hum apne pasand ko kam
aur unke pasand ko jyaada talab karte hain
aur unhe jo ho napasand usse tauba karte hain

Itni chaahat kyon hain dil mein
Unko samajhne ki, aur jaan ne ki?
Darte hain ki hum unhe pyar karte hain.

No comments: